¿No es que expresamos la mayoría de nuestros sentimientos inexpresables escribiendo poesía, dibujo, pintura y otras áreas creativas?

Wadiye me baha Kharon ne hifaazat ka jimma kya liya. Har fool gul e gulzar ho gaya #jadoo #shair

Yun nahi ki bas wo ada se kamsin thi. Dil e nadaan ko masoomiyat par machalne ki saza milni chahiye #jadoo #shair

Teri har baat me rangini jhalakti hai surkhab khayaalon wali. Teri tabeeyat se fir gulnaar chatakna chahiye #shair #jadoo

Har baat dharatal ho zaroori a nahi. Kuch khwaab khayaalon ke pare bhi udna chahiye #jadoo #shair

Juda hai llamó o boo se fitrat teri. Tera andaaz e bayaan anjuman me har gul se khushnuma hai #shair #jadoo

Alfaaz ka #jadoo hai na lafzon me duaa hai. Teri meri mohabbat ek taza hawa hai #shair

Tum afsaano me bayaan kar do agar. Hum haal e dil ki nazaaqat ko samajh lege

Chal tujhe khwabon me #jadoo nagari ki sair karaoon. Chutki me gaayab hone ki pudiyaa tu mai ban jaoon #shair

नस्तर चुभो रही है ज़ालिम तेरी निगाह,