¿Conoces algún buen poema en inglés sobre el tema ‘inundaciones’?

Sí, fue escrito por Prasoon Joshi en la inundación de Uttarakhand …

bah gaya wo ghar
bah gayiN ghar mein rakhi tasveerein
tasveeroN mein muskuraate chehre beh gaye
parivaar beh gaye, saikdoN, hazaaroN

beh gayi wo praarthana
shraddhaa mein jhuke sheesh beh gaye,
suna hai ek maa ka jab ek bachcha baha
maa dekh utiliza kood padi nadiya mein

beh gayiN loriyaan,
bachchon ki kilkaariyaaN
pitaa beh gaye, saikdoN, hazaaroN

bahe karoDoN aansoo Hindustan ke,
karoDoN aansoo hain,
lekin karoDoN hum bhi hain ..
chalo poochhein inhein,

Dost banein, bachche banein kisi ke
maa banein, pitaa banein
parivaar banein kisi ke
sooraj ugaayein, ummeed jagaayein
chalo, ek subah banaayein kisi ki

El diluvio : descripción vívida de una inundación en un pueblo y la miseria que trae consigo.

Puedes leer aquí: El diluvio