http: //www.pushpendradwivedi.com…
Rishte Naato Ki Pecheedagi. Uspe umda khayaal. Chand lamhe bhi cadena o fursat ke jhele nahi nahi jaate
Chand lamho ka talluqaat nahi. Rashm o riwaaz tamaam umr ek sath jeene ki hain #amir #shair
Khwaab jalte hain tapti yaadon se raakh ke dher me kuch sulagte angaar hona chahiye #amir #shair
- ¿Cuál es el mejor poema creado hasta ahora por ti?
- ¿Puede el trabajo de Rupi Kaur realmente considerarse poesía?
- ¿Qué significa ‘la gloria y distinción de tales oficios’?
- ¿Cuál es tu línea favorita escrita por ti (específicamente, un poema o shayari)?
- ¿Por qué tenemos que conocer el significado connotativo y denonativo de las palabras o los significados en el significado literario?
na galeecha na maslan sar par din raat ki thakan khalihaaan ke haya kitna be fiqr so gaya #kishaan #shair
kisi din khoob chalta hai kisi din kalam tak sarakti nahi en banawati usoolon se # sabz saakha e gul ki tabeeyat kabhi machalti nahi # shair
Sawaalon ki pecheedagi par mat ja. Jawaab khuda ke paas bhi nahi kyon muflish ka #sabz baag #ujada hai #shair
Tareef e gul me kaseede na padho. # Sabz baagon me bahaar sath hoti hai # shair
ujade chaman ke asraar dekh kar kabhi khud me jhaank kar dekha tu khud kitna #ujada hai #shair